mehnndi ka rang.... kuchh fika sa pad gaya hai bas uski yadein aur gehri ho gai hain.
hatheliyon mein bane phool aur kalian... abhi bhi meri unglion se lipti hain. ghungat abhi bhi ahiste se uthhta hai... aur meri nazre sharm se jhuk jati hai...
jab uthhti hai to khali sa kamra dikhta hai.. sannate mein ek aasun ke chhalakne ki awaaz aati hai... aur ek madham si khushboo hoti hai har jagah uske ankahe pyar ki khushboo uske narm se shabdo ki khushboo meri feekee mehndi ki khusbhoo
3 comments:
bahut dino baad kuchh maine likha thha
delete ho gaya!!!!
.....dobara likhna padega
mehnndi ka rang....
kuchh fika sa pad gaya hai
bas uski yadein
aur gehri ho gai hain.
hatheliyon mein bane phool aur kalian...
abhi bhi meri unglion se lipti hain.
ghungat abhi bhi ahiste se uthhta hai...
aur meri nazre sharm se jhuk jati hai...
jab uthhti hai to
khali sa kamra dikhta hai..
sannate mein ek aasun ke chhalakne ki awaaz aati hai...
aur ek madham si khushboo
hoti hai har jagah
uske ankahe pyar ki khushboo
uske narm se shabdo ki khushboo
meri feekee mehndi ki khusbhoo
I love Mehndhi such beautiful designs.
Post a Comment