bus ab kuch pal mein hi
palkein dhanp dengi
parda bekhudi ka
in ankhon pe meri
raat ho chuki hai bohat
intezar karte huye tera
dekhte hain
pehle kaun aata hai ab
neend meri, ya khwab tere
Series: Balconies, Image of Short Love in Guatemala by Pedro Pablo Oliva, 1991. Image copyright: corbis.com
8 comments:
Beautiful !!
hmmmmmmmmmm...
khwabon me nahi, tere dil me, teri har saans ke sath, teri dhadkan me jo rehta hai, use aane k liye neend ka bahana nahi chahiye...
attempted translation,
now in a few moments
the eyelids will cover
a veil of senselessness
over my eyes
while waiting for you
the night has advanced
lets see now
what comes first
sleep that is mine, or dreams that are yours
the last three lines are just WOW!
Simply WOWWWWWWWWWWW!
:)
neend kahan aati hai...??
tere khwab to khuli aankho mein hi base hai....
kabhi khwab hai...aur kabhi kabhi sach bhi hai..
bas yeh alag baat hai ki aaj kal khwabo mehenge ho gaye hai zyada,...
sach dekhne ki jurrat nahi hoti aur khwab dekhne ki aukad nahi hai
velu: thanks mate.
shadows: i wish u love hagrid.
dekhte hain
pehle kaun aata hai ab
neend meri, ya khwab tere
Adi, these are one of the best lines I've read lately :)
Stay Beautiful...!!
sugar: no words to that :)
Post a Comment